Aap ki tamam pareshaniyon ka mukammal aur guaranteed rohani ilaj through Noori Amliyat.
Abhi Direct Call Ya WhatsApp KareinAaj ke daur mein depression aur anxiety hamari society ka aik buhut aam aur sanjida masla ban chuka hai. Jaisay jaisay science aur technology tarakki kar rahi hai, insano ke liye zindgi ki sahuliyat toh barhti ja rahi hain, lekin afsos ke sath insan insan se door hota ja raha hai. Isi tanhai, materialist soch aur be-skooni ki wajha se depression aur anxiety jaisay zehni masael janam lay rahay hain.
Zehan aur rooh ka sakoon tab tabah hota hai jab hamari zindgi ka tawazun bigar jata hai. Is ke peeche chand buniadi wajuhat yeh hain:
Depression aur anxiety sirf aik zehni kefiyat nahi hai, balkah yeh jism ke poore nizam ko tabah kar sakti hai. Yeh bazat-e-khud aik shuruaat hoti hai jo waqt ke sath jism ki deegar khatarnak bimariyon ko janam deti hai.
Agar waqt par is ka ilaj na karwaya jaye toh yeh kefiyat bigarr kar insan ki shakhsiyat aur jism dono ko severe bimariyon ki taraf le jati hai.
Depression aur anxiety ka asal ilaj rohaniyat mein mojood hai. Haqeeqat toh yeh hai ke depression aur anxiety hay hi apni rooh aur khuda se door jane ka naam. Jab insan rohani taur par kamzor hota hai, toh choti choti mushkilat bhi usay tod deti hain.
Jaisay jaisay aap apni rooh ke qareeb aate hain, zikr-o-azkar aur rohani tawaajo ikhtiyar karte hain, aap ki depression aur anxiety sakoon aur inner peace mein badalti chali jati hai. Rohaniyat dimaagh ko thandak aur dil ko woh certainty deti hai jo dunya ki koi dawa nahi de sakti.
Agar aap ya aap ka koi pyara musalsal zehni tanaao, khauf, anxiety, ya depression ka shikar hai aur har tarah ke ilaj se mayoos ho chuka hai, toh rohani hal ki taraf rujooh karein.
Mazeed maloomat aur depression aur anxiety ke muammair rohani ilaj ke liye aaj hi mashhoor Rohani Scholar Syed Fazal Abbas Sahab se rabta karein aur apne rohani o zehni masael ka mukammal hal hasil karein.